Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Daleel-E-Subah-E-Roshan Hai Sitaron Ki Tunak Tabi
Ufaq Se Aftab Ubhra, Gya Dour-E-Garan Khawabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Urooq-E-Murda’ay Mashriq Mein Khoon-E-Zindagi Dora
Samajh Sakte Nahin Iss Raaz Ko Seena-O-Farabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Musalman Ko Musalman Kar Diya Toofan-E-Maghrib Ne
Talatum Haye Darya Hi Se  Hai Gohar Ki Seerabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Atta Momin Ko Phir Dargah-E-Haq Se Hone Wala Hai
Shikoh-E-Turkamani, Zehan-E-Hindi, Nutq-E-Arabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Asar Kuch Khawab Ka Ghunchon Mein Baqi Hai To Ae Bulbul !
“Nawa Ra Talakh Tar Mee Zan Choo Zauq-E-Nagma Kmyabi”
"Jab Tu Apny Sonny Waly Mai Mai Geet Sonny Ka Zook Shoq Na Deeky To Per Apny Ly Ko Teez Aur Mazeed Teeka Dy"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tarap Sehan-E-Chaman Mein, Ashiyan Mein, Shakhsaron Mein
Juda Pare Se Ho Sakti Nahin Taqdeer-E-Seemabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Woh Chashm-E-Paak Been Kyun Zeenat-E-Bargistawan Dekhe
Nazar Ati Hai Jis Ko Mard-E-Ghazi Ki Jigar Tabi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Zameer-E-Lala Mein Roshan Charagh-E-Arzoo Kar De
Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Sar Shak-E-Chashm-E-Muslim Mein Hai Neesan Ka Asar Paida
Khalil-Allah (A.S.) Ke Darya Mein Hon Ge Phir Guhar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Kitab-E-Millat-E-Baiza Ki Phir Sheeraza Bandi Hai
Ye Shakh-E-Hashmi Karne Ko Hai Phir Barg-E-Bar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Rubood Aan Turk Sheerazi Dil-E-Tabraiz-O-Kabil Ra
Saba Karti Hai Buay Gul Se Apna Hamsafar Paida
"Is Sheerazi Mehboob Ni Tabreez Aur Kabil Ka Dil Urha Diya Hai"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Agar Usmaniyon Par Koh-E-Gham Toota To Kya Gham Hai
Ke Khoon-E-Sad Hazar Anjum Se Hoti Hai Sahar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Jahan Baani Se Hai Dushwar Tar Kar-E-Jahan Beeni
Jigar Khoon Ho To Chashm-E-Dil Mein Hoti Hai Nazar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Nawa Pera Ho Ae Bulbul Ke Ho Tere Taranum Se
Kabootar Ke Tan-E-Nazuk Mein Shaheen Ka Jigar Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tere Seene Mein Hai Poshida Raaz-E-Zindagi Keh De
Musalman Se Hadees-E-Soz-O-Saaz-E-Zindagi Keh De

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Khuda’ay Lam Yazil Ka Dast-E-Qudrat Tu, Zuban Tu Hai
Yaqeen Paida Kar Ae Ghafil Ke Maghloob-E-Guman Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Pare Hai Charakh-E-Neeli Faam Se Manzil Musalman Ki
Sitare Jis Ki Gard-E-Rah Hon, Woh Karwan Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Makan Fani, Makeen Ani, Azal, Tera, Abad Tera
Khuda Ka Akhiri Pegham Hai Tu, Javidan Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Hina Band-E-Uroos-E-Lala Hai Khoon-E-Jigar Tera
Teri Nisbat Baraheemi Hai, Mamaar-E-Jahan Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Teri Fitrat Ameen Hai Mumkanat-E-Zindagani Ki
Jahan Ke Johar-E-Muzmar Ka Goya Imtihan Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Jahan-E-Aab-O-Gil Se Alam-E-Javed Ki Khatir
Nabuwat Sath Jis Ko Le Gyi Woh Armgahan Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ye Nukta Sargazhat-E-Millat-E-Baiza Se Hai Paida
Ke Aqwam-E-Zameen-E-Asia Ka Pasban Tu Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaat Ka
Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Dunya Ki Imamat Ka

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Yehi Maqsood-E-Fitrat Hai, Yehi Ramz-E-Muslamani
Akhuwat Ki Jahangeeri, Mohabat Ki Farawani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Butan-E-Rang-O-Khoon Ko Torh Kar Millat Mein Gum Ho Ja
Na Toorani Rahe Baqi, Na Irani Na Afghani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Miyan-E-Shakhsaran Sohbat-E-Murgh-E-Chaman Kab Talak!
Tere Bazu Mein Hai Parwaz-E-Shaheen-E-Kehsatani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Guman Abad-E-Hasti Mein Yaqeen Mard-E-Musalman Ka
Byaban Ki Shab-E-Tareek Mein Qindeel-E-Rahbani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Mitaya Qaisar-E-Kasra Ke Istabdad Ko Jis Ne
Woh Kya Tha, Zor-E-Haider (R.A.), Faqr-E-Bu Zar (R.A.), Sidq-E-Salmani (R.A.)

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Huway Ahrar-E-Millat Jadah Pema Kis Tajamul Se
Tamashayi Shagaaf-E-Dar Se Hain Sadiyon Ke Zindani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Sabat-E-Zindagi Aeeman-E-Muhkam Se Hai Dunya Mein
Kah Almani Se Bhi Paenda Tar Nikla Hai Toorani

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Jab Iss Angara’ay Khaki Mein Hota Hai Yaqeen Paida
To Kar Leta Hai Ye Bal-O-Par-E-Rooh-ul-Ameen Paida

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ghulami Mein Na Kaam Ati Hain Shamsheerain Na Tadbeerain
Jo Ho Zauq-E-Yaqeen Paida To Kat Jati Hain Zanjeerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Koi Andaza Kar Sakta Hai Uss Ke Zor-E-Bazu Ka !
Nigah-E-Mard-E-Momin Se Badal Jati Hain Taqdeerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Walayat, Padshahi, Ilm-E-Ashiya Ki Jahangeeri
Ye Sub Kya Hain, Faqat Ek Nukta-E-Aeeman Ki Tafseerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Baraheemi Nazar Paida Magar Mushkil Se Hoti Hai
Hawas Chup Chup Ke Seenon Mein Bana Leti Hai Tasweerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tameez-E-Banda-O-Aaqa Fasad-E-Admiyat Hai
Hazar Ae Cheerah Dastan! Sakht Hain Fitrat Ki Taazirain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Haqiqat Aik Hai Har Shay Ki, Khaki Ho Ke Noori Ho
Lahoo Khursheed Ka Tapake Agar Zarre Ka Dil Cheerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Yaqeen Mohkam, Amal Peham, Mohabbat Faateh-E-Alam
Jahad-E-Zindagani Mein Hain Ye Mardon Ki Shamsheerain

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Cha Bayad Mard Ra Tabaa-E-Bulanday, Mashrab-E-Naabay
Dil-E-Garmee, Nigah-E-Pak Beenay, Jaan-E-Betabay
"Aik Insaan Ky Liya Ken Cheezo Ki Zaroorat Hai "
"Buland Fitri,Waseegh Ul  Nazari,Khalis Muslik"
Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Auqabi Shan Se Jhapte The Jo, Bebaal-O-Par Nikle
Sitare Sham Ke Khoon-E-Shafaq Mein Doob Kar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Huway Madfoon-E-Darya Zair-E-Darya Tairne Wale
Tamanche Mouj Ke Khate The Jo, Ban Kar Guhar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ghabar-Ereh Guzar Hain, Keemiya Par Naaz Tha Jin Ko
Jibeenain Khak Par Rakhte The Jo, Ikseer Gar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Hamara Naram Ro Qasid Peyam-E-Zindagi Laya
Khabar Deti Theen Jin Ko Bijliyan Woh Be-Khabar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Haram Ruswa Huwa Peer-E-Haram Ki Kam Nigahi Se
Jawanan-E-Tatari Kis Qadar Sahib-E-Nazar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Zameen Se Nooriyan-E-Asman Parwaz Kehte The
Ye Khaki Zinda Tar, Paenda Tar, Tabinda Tar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Jahan Mein Ahl-E-Aeeman Soorat-E-Khursheed Jeete Hain
Idhar Doobe Udhar Nikle, Udhar Doobe Idhar Nikle

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Yaqeen Afrad Ka Sarmaya-E-Tameer-E-Millat Hai
Yehi Quwwat Hai Jo Soorat Gar-E-Taqdeer-E-Millat Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tu Raaz-E-Kun Fakan Hai, Apni Ankhon Par Ayan Ho Ja
Khudi Ka Raazdan Ho Ja, Khuda Ka Tarjuman Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Hawas Me Kar Diya Tukre Tukre Nu-E-Insan Ko
Akhuwat Ka Byan Ho Ja, Mohabbat Ki Zuban Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ye Hindi, Who Khurasani, Ye Afghani, Who Toorani
Tu Ae Sharminda-E-Sahil ! Uchal Kar Be-Karan Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ghubar Aludah’ay Rang-O-Nasb Hain Baal-O-Par Tere
Tu Ae Murgh-E-Hara ! Urne Se Pehle Par-Fishan Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Khudi Mein Doob Ja Ghafil ! Ye Sir-E-Zindagani Hai
Nikl Kar Halqa-E-Shaam-O-Sahar Se Javidan Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Masaf-E-Zindagi Mein Seerat-E-Foulad Paida Kar
Shabistan-E-Mohabbat Mein Harair-O-Parniyan Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Guzar Ja Ban Ke Seel-E-Tund Ro Koh-E-Byaban Se
Gulistan Rah Mein Aye To Joo’ay Naghma Khawan Ho Ja

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tere Ilm-O-Mohabbat Ki Nahin Hai Intaha Koi
Nahin Hai Tujh Se Barh Kar Saaz-E-Fitrat Mein Nawa Koi

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Abhi Tak Admi Sayd-E-Zaboon-E-Sheher Yari Hai
Qayamat Hai Ke Insan Nu-E-Insan Ka Shikari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Nazar Ko Kheerah Karti Hai Chamak Tehzeeb-E-Hazir Ki
Ye Sanaee Magar Jhoote Nagon Ki Rezakari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Woh Hikmat Naz Tha Jis Par Khiradmandan-E-Maghrib Ko
Hawas Ke Panja’ay Khoonin Mein Taegh-E-Karzari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Tadabur Ki Fasoon Kari Se Mohkam Ho Nahin Sakta
Jahan Mein Jis Tamaddan Ki Bina Sarmayadari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi, Jahanum Bhi
Ye Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Kharosh Amoz-E-Bulbul Ho, Girah Ghunche Ki Wa Kar De
Ke Tu Iss Gulistan Ke Waste Baad-E-Bahari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Phir Uthi Asia Ke Dil Se Chankari Mohabbat Ki
Zameen Joulan Geh-E-Atlas Qabayan-E-Tatari Hai

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Baya Paida Khareedarst Jaan-E-Natoowane Ra
Pas Az Muddat Gudaz Aftaad Barma Karwame Ra
"Akhir Kamzoor Jan Ka KAhridar Paida Ho Gaya Hai"
"Aik Muddat Ky Baad Aik Qafala Hamri Taraf Se Guzr Raha Hai"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Baya Saqi Nawaye Murgh-E-Zaar Az Shakhsar Amad
Bahar Amad Nigar Amad, Nigar Amad Qirar Amad
"Ay Saaqi Aja Ky Shakho Par Se Pareeshan Hal Parendy Ki Chehkar Sunaye Di Hai"
"\Yani Bahar Agaya Hai,Mehboob Agaya Hai Aur Jab Mehboob Agaya Hai To Dil Ko Qarar Agaya Hai"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Kasheed Abar-E-Bahari Khemah Andar Wai-O-Sehra
Sada’ay Absharan Az Faraz-E-Kohsar Amad
"Musam e Bahar Ni Waadi Aur Sehra Mai Kheemy Laga Dia Hain"
"Pahar Par Se Abshaaro Ky Girny Ki Awaz Aany Lagi Hain"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Sarat Gardam To Ham Qanoon-E-Paisheen Saazdah Saqi
Ke Kheel-E-Naghma Pardazan Qitar Andar Qitar Amad
"Aye Saaqi ! Tery Qurban Jao Ty Be Pehly Wala Saaz Cheerh Dy"
"Ky Geet Gany Waly Qatar Dar Qatar Agai Hain"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Kanar Az Zahadan Bargeer-O-Bebakana Saghar Kash
Pas Az Muddar Azeen Shakh-E-Kuhan Bang-E-Hazar Amad
"Zahido Se Kinara Kashi Karly Aur Be-Khof Hokar Jaam Charha"
"Q K Aik Muddat Ky Baad Millat-e-Islamia Se Bulbul Ki Awaaz Sunai De Hai"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Ba Mushtaqan Hadees-E-Khawajah (S.A.W.)-E-Badar-O-Hunain Awar
Tasarraf Haye Pinhanash Ba-Chashm Ashkar Amad
"Ashiqo Ko Jang e Badar Aur Jang e Hunain Ky Sardar (Muhammad SAW) Ki Batien Suna"
"Jin Ki Batni Tasarruf Mere Ankon Ko Saaf Dikaye Dy Rahi Hain"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Dgar Shakh-E-Khalil (A.S.) Az Khoon-E-Ma Namnaak Mee Gardad
Babazaar-E-Mohabbat Naqad-E-Maa Kamil Ayar Amad
"Ab Phir Shak-e-Khalil Hamry Khoon Se Taro Taza Ho Rahi Hai"
"Muhabbat Ki Mandi Mai Hamari Naqdi Khalis Aur Kari Qarar Payi Hain"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Sir-E-Khak Shaheeday Barg Haye Lala Mee Pasham
Ke Khawinsh Banihal-E-Millat Ma Saazgar Amad
"Mai Us Shaheed Ki Qabar Py Lala Ki Pattiyan Bakeerta Houn"
"Jis Ka Khoon Hamri Millat Ky Poody Kaliya Mofeed Sabit Howa"

Click To Read Tulu e Islam Full Nazam By Allama Muhammad Iqbal !
Baya Ta Gul Bifasha-Neeyam Wa May Dar Saghar Andazyam
Falak Ra Saqaf Bashagafiyam Wa Tarah-E-Deegar Andazyam
"Aaky Hum Phool Bakyrien Aur Sharab Jaam Mai Andely"
"Is Tarah Aasman Ki Chat Parh Dalien Aur Aik Nayi Zindagi Ki Bunyad Raky"

Next
Newer Post
Previous
This is the last post.

0 Comments ::

Post a Comment