Qariya-e-Jan Mai Mein Koi Phool Khilany Aaye By Parveen Shakir
 Qariya-e-Jan Mein Koi Phool Khilany Aaye Wo Mery Dil Pay Zakham Lagany Aaye
 Qariya-e-Jan Mein Koi Phool Khilany Aaye
Wo Mery Dil Pay Zakham Lagany Aaye
 Mery Weeran Darichon Main Bhi Jaagy Khushbo Wo Mery Ghar Ky Dar-o-Baam Sajany Aaye
 Mery Weeran Darichon Main Bhi Jaagy Khushbo
Wo Mery Ghar Ky Dar-o-Baam Sajany Aaye
 Us Sy Aik Baar To Roothon Usi Ki Maanind Aur Mere Tarah Sy Wo Mujh Ko Manany Aaye
 Us Sy Aik Baar To Roothon Usi Ki Maanind
Aur Mere Tarah Sy Wo Mujh Ko Manany Aaye
 Isi Kochy Mai Kayi Us Ky Shanasa Bhi To Hain Wo Kisi Aur Sy Milny Ky Bahany Aaye
 Isi Kochy Mai Kayi Us Ky Shanasa Bhi To Hain
Wo Kisi Aur Sy Milny Ky Bahany Aaye
 Ab Na Pochon Gi Mai Khooya Howy Khawabo Ka Pata Wo Agar Aaye To Kuch Bhi Na Batany Aaye
 Ab Na Pochon Gi Mai Khooya Howy Khawabo Ka Pata
Wo Agar Aaye To Kuch Bhi Na Batany Aaye
 Zabt Ki Shahar Panahon Ki, Mery Maalik! Khair Gham Ka Seelab Aur Mujh Ko Bahany Aaye
 Zabt Ki Shahar Panahon Ki, Mery Maalik! Khair
Gham Ka Seelab Aur Mujh Ko Bahany Aaye


0 Comments ::

Post a Comment