Chehra Mera Tha, Nigahen Uski By Parveen Shakir
 Chehra Tha Mera Nigahien Uski Khamoshi Mai Bhi Wo Batien Uski
Chehra Mera Tha, Nigahien Uski
Khamoshi Mai Bhi Wo Batien Uski
 Mery Chehry Pay Ghazal Likhti Gai
Shaer Kehto Huwe Aankhein Uski
Shokh Lamho Ka Pata Dainy Lagi Teez Hoti Huwi Saansien Uski
 Shokh Lamho Ka Pata Dainy Lagi
Teez Hoti Huwi Saansien Uski
 Aisy Mosam Bhi Guzary Hum Nay Subhien Jab Apni Thi, Shamien Uski
 Aisy Mosam Bhi Guzary Hum Nay
Subhien Jab Apni Thi, Shamien Uski
 Dheyan Mai Usky Ya Aalam Tha Kabhi Aankh Mahtab Ki Yadien Uski
 Dheyan Mai Usky Ya Aalam Tha Kabhi
Aankh Mahtab Ki Yadien Uski
 Rang Jo'enda Wo, Ayi To Sahi! Phool To Phool Hain, Shakhien Uski
 Rang Jo'enda Wo, Ayi To Sahi!
Phool To Phool Hain, Shakhien Uski
 Peesla Moojhi Hawa Ny Likha Aandhiyan Mere, Baharien Uski
 Peesla Moojhi Hawa Ny Likha
Aandhiyan Mere, Baharien Uski
 Khud Pa Bhi Khilti Na Ho Jis Ki Nazar Jaanta Kon Zabanien Uski
 Khud Pa Bhi Khilti Na Ho Jis Ki Nazar
Jaanta Kon Zabanien Uski
 Neend Is Soch Sy Tooti Aksar Kis Tarah Hain Ratien Uski
 Neend Is Soch Sy Tooti Aksar
Kis Tarah Hain Ratien Uski
 Door Reh Kar Bhi Sada Rehti Hai Mujh Ko Thaamy Huwy Baanhien Uski
 Door Reh Kar Bhi Sada Rehti Hai
Mujh Ko Thaamy Huwy Baanhien Uski

0 Comments ::

Post a Comment