Jab Wo Naaz Afreen Nazar Aya By Jaun Elia
 Jab Wo Naaz Afreen Nazar Aya Sara Gar Ahmareen Nazar Aya
 Jab Wo Naaz Afreen Nazar Aya
Sara Gar Ahmareen Nazar Aya
 Mai Ni Jab Bhi Nigah Dali Apna Gul Shabnami Nazar Aya
 Mai Ni Jab Bhi Nigah Dali
Apna Gul Shabnami Nazar Aya
 Hasb-e-Khwahish Mai Us Se Milty Waqt Sakh AndoohGay Nazar Aya
 Hasb-e-Khwahish Mai Us Se Milty Waqt
Sakh AndoohGay Nazar Aya
 Garam Guftaar Hai Wo Kam Guftaar Kiya Usy Mai Nahi Nazar Aya
 Garam Guftaar Hai Wo Kam Guftaar
Kiya Usy Mai Nahi Nazar Aya
 Waqt-e-Rukhsat,Dam-e-Sukoot Aur Sehan Aaj Charkh-e-Baren Nazar Aya
 Waqt-e-Rukhsat,Dam-e-Sukoot Aur Sehan
Aaj Charkh-e-Baren Nazar Aya
 Shahar Ha Shahar Gomny Walo! Tum Ko Wo Bhi Kahin Nazar Aya
 Shahar Ha Shahar Gomny Walo!
Tum Ko Wo Bhi Kahin Nazar Aya
 Us Ko Gum Karky Apna Har Dur-e-Ashk Tang-e-Har Aasteen Nazar Aya
 Us Ko Gum Karky Apna Har Dur-e-Ashk
Tang-e-Har Aasteen Nazar Aya
 Kon Aya Hai Deekh Tera Nigah! Nazae Aya? Nahi Nazar Aya
 Kon Aya Hai Deekh Tera Nigah!
Nazae Aya? Nahi Nazar Aya
 To Mujhy Ay Mery Ferogh-e-Nigah! Dam-e-Wapasi Nazar Aya
 To Mujhy Ay Mery Ferogh-e-Nigah!
Dam-e-Wapasi Nazar Aya

0 Comments ::

Post a Comment