Hawa Say Jang Mai Houn Be-Amaan Houn By Parveen Shakir
 Hawa Say Jang Mai Houn, Be-Amaan Houn  Shikasta Kashtiyun Par Baghban Houn
 Hawa Say Jang Mai Houn, Be-Amaan Houn
Shikasta Kashtiyun Par Baghban Houn
 Mai Suraj Ki Tarah Houn Dhoop Orhy  Aur Apny Aap Par Khud Saa'eban Houn
 Mai Suraj Ki Tarah Houn Dhoop Orhy
Aur Apny Aap Par Khud Saa'eban Houn
 Mujhy Barish Ki Chahat Nai Doboya  Main Pukhta Shehar Ka Kacha Makan Houn
 Mujhy Barish Ki Chahat Nai Doboya
Main Pukhta Shehar Ka Kacha Makan Houn
 Khud Apni Chaal Ulthi Chalna Chahoun  Main Apny Waasty Khud Aasman Houn
 Khud Apni Chaal Ulthi Chalna Chahoun
Main Apny Waasty Khud Aasman Houn
 Dua'een Day Rahi Houn Dushmano Ko  Ek Hamdard Par Na-Mehrban Houn
 Dua'een Day Rahi Houn Dushmano Ko
Ek Hamdard Par Na-Mehrban Houn
 Parendon Ko Dua Sekhla Rahi Houn  Mai Basti Chorh. Jangal Ki Aazan Houn
 Parendon Ko Dua Sekhla Rahi Houn
Mai Basti Chorh. Jangal Ki Aazan Houn
 Abhi Tasweer Mere Kiya Banay Gi  Abhi To Canvas Par Aik Nishan Houn
 Abhi Tasweer Mere Kiya Banay Gi
Abhi To Canvas Par Aik Nishan Houn

SHARE THIS GHAZAL!!

0 Comments ::

Post a Comment