Kya Zikr e Barg e Baar Yahan Pheed Hil Chuka By Parveen Shakir  Kya Zikr e Barg e Baar Yahan Pheed Hil Chuka Ab Aaye Chara Saaz Ke Jab Zehar Khil Chuka
 Kya Zikr e Barg e Baar Yahan Pheed Hil Chuka
Ab Aaye Chara Saaz Ke Jab Zehar Khil Chuka
Jab Soozan e Hawa Main Peroya Taar e Khon Aye Chashm e Intezar! Tera Zakhm Sil Chuka
Jab Soozan e Hawa Main Peroya Taar e Khon
Aye Chashm e Intezar! Tera Zakhm Sil Chuka
 Aankhon Pa Aaj Chand Ne Apshan Chuni To Kya Tara Sa Aik Khawab To Mitti Main Mil Chka
 Aankhon Pa Aaj Chand Ne Apshan Chuni To Kya
Tara Sa Aik Khawab To Mitti Main Mil Chka
 Aaye Hawaye Zard Ke Toofan e Bard Mitti Ki God Karke Hari, Phool Khil Chuka
 Aaye Hawaye Zard Ke Toofan e Bard
Mitti Ki God Karke Hari, Phool Khil Chuka
Barish Ne Raishe Raishe Main Ras Bhar Diya Hai Khosh Hai Ke Yun Hisaab e Karam Haye Gil Chuka
Barish Ne Raishe Raishe Main Ras Bhar Diya Hai
Khosh Hai Ke Yun Hisaab e Karam Haye Gil Chuka
SHARE THIS GHAZAL!!
SHARE THIS GHAZAL!!

0 Comments ::

Post a Comment