Yaad Kya Aaye Ke Roshan Hogaye Aanso Ke Ghar
Jangalon Mai Sham Utri Jal Uthay Jugno Ke Ghar

Raat Ki Raani Ka Aanchal Thaam Kar Chalti Houn
Aaj Ki Shab Zindagi Mehmaan Hogaye Khushbo Ke Ghar

Raat Main Bheege Hue Jangal Ka Manzar Deekhne
Shab Gazeeda Loog Kaise Ja'eengy Jugno Ke Ghar

Kiya Ajab Jo Sar Katay Logon Ki Parcha'eyan Mili
Shehar Main Khulne Lage Jabaja Jado Ke Ghar

Tujh Main Khwahish Thi Ke Gehre Raat Ka Taara Bane
Aa, Ke Ab Pehle Si Bhi Tareeke Hain Gaiso Ke Ghar

Pehle Ye Manzar Pada Tha Sirf,Ab Deekha Bhi Hai
Baansri Jalti Rahi, Jalte Rahe Neero Ke Ghar

0 Comments ::
Post a Comment