Tariq Ki Dua: Ye Ghazi, Ye Tere Pur Israr Bande By Allama Iqbal Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande Jinhain Tu Ne Bakhsha Hai Zuaq-e-Khudai
 Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande
Jinhain Tu Ne Bakhsha Hai Zuaq-e-Khudai


These warriors, victorious, These worshippers of Yours,
Whom You have granted the will to win power in Your name;

-------------------------------------------
 Do-Neem In Ki Thoukar Se Sehra-o-Darya Simat Kar Pahar In Ki Haibat Se Rayi
 Do-Neem In Ki Thoukar Se Sehra-o-Darya
Simat Kar Pahar In Ki Haibat Se Rayi


Who cleave rivers and woods in twain,
Whose terror turns mountains into dust;

-------------------------------------------
 Do Alam Se Karti Hai Baigana Dil Ko Ajab Cheez Hai Lazzat-e-Ashnayi
 Do Alam Se Karti Hai Baigana Dil Ko
Ajab Cheez Hai Lazzat-e-Ashnayi

Indifferent they are, to the pleasures of the world and hereafter
Strange are the ways, of the bliss of divine awareness

-------------------------------------------
 Shahadat Hai Matloob-o-Maqsood-e-Momin Na Maal-e-Ghanimat Na Kishwar Kushayi
 Shahadat Hai Matloob-o-Maqsood-e-Momin
Na Maal-e-Ghanimat Na Kishwar Kushayi


In their passion, in their zeal, In their love for Thee, O Lord,
They aim at martyrdom, Not the rule of the earth.

-------------------------------------------
Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se Qaba Chahye Iss Ko Khoon-e-Arab Se
Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se
Qaba Chahye Iss Ko Khoon-e-Arab Se


In the flower-bed, Rose is waiting from long time
The Color from Arabs' blood

-------------------------------------------
 Kiya Tu Ne Sehra Nasheenon Ko Yakta Khabar Mein, Nazar Mein, Azan-e-Sehar Mein
 Kiya Tu Ne Sehra Nasheenon Ko Yakta
Khabar Mein, Nazar Mein, Azan-e-Sehar Mein

You have united warring tribes,
In thought, in deed, in prayer.

-------------------------------------------
 Talab Jis Ki Sadiyon Se Thi Zindagi Ko Woh Souz Iss Ne Paya Inhi Ke Jigar Mein
 Talab Jis Ki Sadiyon Se Thi Zindagi Ko
Woh Souz Iss Ne Paya Inhi Ke Jigar Mein


The burning fire that life had sought For centuries,
Was found in them at last.

-------------------------------------------
 Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss Ko Halakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein
 Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss Ko
Halakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein


They think of death, not as life’s end,
But as the ennobling of the heart.

-------------------------------------------
 Dil-e-Mard-e-Momin Mein Phir Zinda Kar De Woh Bijli Ke Thi Na’ara-e-‘LA TAZAR’ Mein
 Dil-e-Mard-e-Momin Mein Phir Zinda Kar De
Woh Bijli Ke Thi Na’ara-e-‘LA TAZAR’ Mein


Make alive in the heart of a Muslim again
That Power the slogan 'My Lord! Leave not one of the disbelievers had.

-------------------------------------------
Aza’im Ko Seenon Mein Baidar-e-Kar De Nigah-e-Musalman Ko Talwar Kar De!
Aza’im Ko Seenon Mein Baidar-e-Kar De
Nigah-e-Musalman Ko Talwar Kar De!


Awaken in them an iron will,
And make their eye a sharpened sword.

-------------------------------------------

8 Comments ::