Sukoon Bhi Khawab Huw, Neend Bhi Hai Kam Kam Phir By Parveen Shakir
Sukoon Bhi Khawab Hua, Neend Bhi Hai Kam Kam Phir Qareeb Aany Laga Doriyun Ka Mosam
Sukoon Bhi Khawab Hua, Neend Bhi Hai Kam Kam Phir
Qareeb Aany Laga Doriyun Ka Mosam
 Bana Rahi Hai Tere Yaad Mujhy Silk-e-Gehar Pero Gaye Mere Palkon MAin Aaj Shabnam Phir
 Bana Rahi Hai Tere Yaad Mujhy Silk-e-Gehar
Pero Gaye Mere Palkon MAin Aaj Shabnam Phir
 Wo Naram Lehjay Mai Kuch Keh Raha Hai Phir Mujh Se Cherha Hai Pyar Ke Komal Saron Main Mudham Phir
 Wo Naram Lehjay Mai Kuch Keh Raha Hai Phir Mujh Se
Cherha Hai Pyar Ke Komal Saron Main Mudham Phir
 Tujhy Mana'on Ka Apni Ana Ki Baat Sunon Ulajh Raha Hai Mery Feeslon Ka Reesham Phir
 Tujhy Mana'on Ka Apni Ana Ki Baat Sunon
Ulajh Raha Hai Mery Feeslon Ka Reesham Phir
 Na Is Ki Baat Main Samjhon Na Wo Mere Nazrien Mamelat-e-Zabaan Ho Chaly Hai Mubham Phir
 Na Is Ki Baat Main Samjhon Na Wo Mere Nazrien
Mamelat-e-Zabaan Ho Chaly Hai Mubham Phir
 Ye Aany Wala Naya Dukh Bhi Us Ky Sar Hi Gaya Chatakh Gaya Mere Angushtari Ka Neelam Phir
 Ye Aany Wala Naya Dukh Bhi Us Ky Sar Hi Gaya
Chatakh Gaya Mere Angushtari Ka Neelam Phir
 Wo Aik Lamha Ka Jab Saary Rang Aik Houe Kisi Bahar Ne Deekha Na Aisa Singham Phir
 Wo Aik Lamha Ka Jab Saary Rang Aik Houe
Kisi Bahar Ne Deekha Na Aisa Singham Phir
Buhat Azeez Hain Aankhien Mere Usy, Likin Wo Jaaty Jaaty Unhien Kar Gaya Hai Purnam Phir
Buhat Azeez Hain Aankhien Mere Usy, Likin
Wo Jaaty Jaaty Unhien Kar Gaya Hai Purnam Phir
SHARE THIS GHAZAL!!

0 Comments ::

Post a Comment