![Mohsin Naqvi Ghazal Aadmi Jalta Deya Hai Aur Bus By Mohsin Naqvi](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEg4aMvL3Waq_VoZ9U9tjAVIwfnETE4A9ttYRufeyq1xfi3Aix-_pLRZf94Mi0s7QC2INhvzftPsNyXle49AKvht8ZkjgQg8bAuxcwZpABl5EsCIsLNAKt98D1txeb2AAjLQTtxkM8luSBIC/s640/Untitled-df1-Recovered.jpg)
![Aadmi Jalta Deya Hai Aur Bus By Mohsin Naqvi Admi Jalta Diya Hai Aur Bus Sans Awara Hawa Hai Aur Bus](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhfsKiQsk_6PFx52eVdYYrt7-c_iLEZp9VwQFDAKM2S85MI3INDV4BCHSzmjt3IAd6W60x-oZME4NhuHvOA84wDvYdGPHoOVcwuBDgd1Xw0PJ_vc57X45TQ2gcd0SVtVQurvrJWn8gIS8_o/s320/1.jpg)
Admi Jalta Diya Hai Aur Bus
Sans Awara Hawa Hai Aur Bus
Sans Awara Hawa Hai Aur Bus
Mout Be-Afaaq Sadiyun Ka Safar
Zindagi Zanjeerpa Hai Aur Bus
Zindagi Zanjeerpa Hai Aur Bus
Na-Rasaye, Es Qadar Barham Na Ho
Lab Pa Ek Harf e Dua Hai Aur Bus
Lab Pa Ek Harf e Dua Hai Aur Bus
Aur . Main Rutha Houn Apne Aap Se
Aur . Tu Mujh Se Khafa Hai Aur Bus
Aur . Tu Mujh Se Khafa Hai Aur Bus
Ya Nigahon Main Hai Rangon Ka Hujom
Ya Tera Band e Qaba Hai, Aur Bus
Ya Tera Band e Qaba Hai, Aur Bus
Es Taraf Tughna'eyon Par Hai Chanab
Us Taraf Kach Ghada Hai Aur Bus
Us Taraf Kach Ghada Hai Aur Bus
Dil Mesal e Dasht Be-Naqsh o Nigar
Es Maan Tera Naqsh e Pa Hai Aur Bus
Es Maan Tera Naqsh e Pa Hai Aur Bus
Sham e Gham Main Tere Hathon Ka Khayal
Shughla e Rang e Hina Hai Aur Bus
Shughla e Rang e Hina Hai Aur Bus
Us Ke Mere Fasle Mohsin Na Poch
Rang Se Khushbo Juda Hai Aur Bus
Rang Se Khushbo Juda Hai Aur Bus
0 Comments ::
Post a Comment